Friday, March 11, 2016

Star Crossed Strangers

Baat unkahee dono ko pata hai,
Par hai toh woh bus do ajnabee,
Khwaaishon mein unhe ulajhna kaisa,
Miley toh sahi... na miley toh sahi.